Finally the one is back with his life and his poetry and this time with all legal rights and copyrights. So you are requested and warned not to copy the contents of this site on any other site, blogs or any social networking sites. Yours Truly : Aman The One
Friday, August 8, 2014
Sunday, February 2, 2014
Valentino.💖💝
For all my valentino effected frnz n buddies, I know this is a bit late but this one is for you all lovers, n for someone spcl ...,
wo lafz jinhe zubaan se nikal pana mushkil hain
wo jazbaat jinki bahoon se khudko bachana mushkil hai
mushkil hai har wo lamha tere bina
tere bina to khud ko rokk pana mushkil hai
dhadkano ki gehraiyon mein masoom si ek awaaz
wahi khilkhilati hansi khushnuma sa tera aghaaz
mushkil hai tere hone par tere na hone ki wajah
fir tujhse roothkar chup reh pana mushkil hai
yun to zameen bhi hai paani ki lehron sang jhoomati
kaliyan bhi hain in pathharon k uper jhoolati
mushkil hai tere sayon ke bina dhoop mein chaav
hr baat pr kisi ki muskurana mushkil hai
mujhe nazar nhi aati duniya mein ab teri nazrein
wo badlon ke uper ghumte parindo ki aahatein
mushkil hai firse ab laut kr aana
tu bulayegi par to fir rokk pana mushkil hai

Subscribe to:
Posts (Atom)